JUMUA QAIM KARNE KE LIYE KONSI SHARTE hai 184AA
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*
*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*
*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*
*👉 post 184 🅰🅰*
*📝SAWAL-:*
*📇 Jumaa Qaim Karne Ke Liye Konsi Sharte Hai*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Jumaa Parhne Ke Liye Chhe Sharte He Ki Unme Se Ek Shart Bhi Mafqood Ho Yaani Na Paai Jaaye To Hogi Hi Nahi*
*1. Misr (Shahar) Ya Fanae Mishr*
*Yaani Jumaa Shahar Me Padha Jaye Ya Kasbe Me Ya Unki Fana Me Gaanw Me Jaiz Nahi*
*2. Sultane Islam Ya Uska Naaib Jise Jumaa Qaim Karne Ka Hukm Diya*
*3. Waqte Zuhar*
*Yaani Zuhar Ke Waqt Me Namaz Puri Ho Jaye*
*4. Khutba*
*5. Jama'at Yaani Imam Ke Alawa Kam Se Kam 3 Mard*
*6. Izne Aam*
*Yaani Masjid Ka Darwaza Khol Diya Jaye Ki Jis Musalman Ka Jee Chahe Aaye Kiai Ki Rok Tok Na Ho*
*📚 Makhuz (Bahare Shariyat, H-4, Jume Ka Bayan)*
*👉 NOTE ; Zyada Tafseel Ke Liye Mazkoora Kitab Ka Muta'ala Farmaye*
*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*
*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*
*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*
*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*
*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें