Kya Puri zindagi Ki Bate Maa Ke Pet ME HI Likha Di Jati Hai 151AA
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*
*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*
*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*
*👉 post 151 🅰🅰*
*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Puri Zindagi Ki Baate Maa Ke Pait Me Hi Likh Di Jati Hai*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Abdullah Bin Masood (Radi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah ﷺ Ne Farmaya Tum Me Se Har Shakhs Apni Maa Ke Pait Me 40 Din Aur 40 Raat Tak Nutfe Me Rahta Hai Phir Utne Hi Muddat (Yaani 40 Din-Raat) Tak Alqa Yaani Khoon Ki Phuki Banta Hai Aur Phir Utne Hi Arse (Yani 40 Din-Raat) Tak Mudghah Yaani Gosht Ka Lothda Banta Hai Phir ALLAH Ta’alah Ek Farishta Bhejta Hai Aur Uske Baare Me (Maa Ke Pait Me Hi) Chaar Baaton Ke Likhne Ka Huqm Diya Jata Hai*
*1️⃣ Uski Rozi Ka*
*2️⃣ Uski Maut Ka*
*3️⃣ Uske Nek Ya Bura Hone Ka*
*4️⃣ Aur Ye Ki Wo Ladka Hai Ya Ladki*
*📚– (Sahih Bukhari Volume 009, Book 093, Hadees-546)*
*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*
*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*
*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*
*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*
*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें