WO KONSA A'AMAL HAI JO BAA KASRAT LOGON KO JANNAT ME DAKHIL KAREGA 190AA
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*
*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*
*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*
*👉 post 190 🅰🅰*
*📝SAWAL-:*
*📇 Wo Kaun Sa Amal Hai Jo Logon Ko Ba kasrat Jannat Mein Daakhil Karega*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Rasool Allah ﷺ Se Sawaal Kiya Gaya Ke Kaun Sa Amal Jo Logon Ko Ba Kasrat Jannat Mein Daakhil Karega To Aap ﷺ Ne Farmaya ”Allah Ka Darr ( Taqwa ) Aur Achhay Ekhlaaq Phir Aap ﷺ Se Us Chiz Ke Baray Mein Sawal Kiya Gaya Jo Logon Ko Ba Kasrat Jahannum Mein Daakhil Keregi To Aap ﷺ Ne Farmaya Zubaan Aur Sharamgah (Zina)*
*👉 Wazahat-: Allah Ka Khauf Aur Achhe Akhlaq Jis Ke Andar Paye Jayen Us Se Behtar Shakhs Koi Nahin Hai Isi Tarah Jo Shakhs Apni Zubaan Aur Sharamgah Ki Hifazat Na Kar Sake Iss Se Zyada Badnaseeb Koi Nahin Hai Kyun Ki Deen Ka Sara Daromadaar Isi Par Hai Har Tarah Ki Burayi (Gheebat, Chugle, Jhoot Wagera) Ki Shuruwat Inhi Se Hoti Hai Isliye Jis Ne In Dono Ki Hifazat Ki Woh Khush Naseeb Hai Har Subah Insaan Ke Jism Ke Saara Hissa Zubaan Se Kehte Hain Ae Zubaan Agar Tu Seedhi Rahi To Hum Seedhe Rahenge, Aur Agar Tu Tedhi Rahi Toh Hum Bhi Tedhe Ho Jayenge*
*📚Tirmidhi: 2407*
📚 *Jamiat Tirmidhi: jild 4, Kitab Al-bir wa As-silah 27, hadith no. 2004*
*Grade Hasan*
*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*
*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*
*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*
*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*
*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें