संदेश

मई, 2020 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Kya Puri zindagi Ki Bate Maa Ke Pet ME HI Likha Di Jati Hai 151AA

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 151 🅰🅰*  *📝SAWAL-:* *📇 Kya Puri Zindagi Ki Baate Maa Ke Pait Me Hi Likh Di Jati Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇 Abdullah Bin Masood (Radi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah ﷺ Ne Farmaya Tum Me Se Har Shakhs Apni Maa Ke Pait Me 40 Din Aur 40 Raat Tak Nutfe Me Rahta Hai Phir Utne Hi Muddat (Yaani 40 Din-Raat) Tak Alqa Yaani Khoon Ki Phuki Banta Hai Aur Phir Utne Hi Arse (Yani 40 Din-Raat) Tak Mudghah Yaani Gosht Ka Lothda Banta Hai Phir ALLAH Ta’alah Ek Farishta Bhejta Hai Aur Uske Baare Me (Maa Ke Pait Me Hi) Chaar Baaton Ke Likhne Ka Huqm Diya Jata Hai* *1️⃣ Uski Rozi Ka*  *2️⃣ Uski Maut Ka*  *3️⃣ Uske Nek Ya Bura Hone Ka*  *4️⃣ Aur Ye Ki Wo Ladka Hai Ya Ladki* *📚– (Sahih Bukhari Volume 009, Book 093, Hadee...

Kya Sadqa Dena Zaruri Hai 145AA

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 145 🅰🅰*  *📝SAWAL-:* *📇 Kya Sadqa Karna Zaruri Hai* *✍️ JAWAB-;* *📇 Haritha Bin Wahab (Radi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah ﷺ Ne Farmaya Ki Sadqa Karo Ek Aisa Zamana Bhi Tum Par Aane Wala Hai Jab Ek Shakhs Apne Maal Ka Sadqa Lekar Niklega Aur Koi Use Qubool Karne Wala Nahi Payega Jiske Paas Sadqa Lekar Jayega Wo Ye Jawaab Dega Ki Agar Tum Kal Use Laye Hote To Mai Qubool Kar Leta Aaj To Mujhe Uski Jaroorat Nahi* *📚– (Sahih Bukhari , Vol 2, Hadith no.1411)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*  *⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔* *🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴* *📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿* *👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇* *🌹La...