KYA QABR WAALE DEkhte hai KYA 178AA
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*
*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*
*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*
*👉 post 178 🅰🅰*
*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Qabr Wale Dekhte Hai*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Hazrat Ayesha Siddiqa (Raziallahu Anha) Farmati Hai Jab Huzur Aqdas ﷺ Mere Hujre Me Dafan Hue Mai Baghair Chadar Odhey Be-Hijabana Hazir Hoti Aur Kehti `Innama Hua Zauji` Mere Shauhar Hi To Hai Phir Jab Hazrat Abu Bakr Siddiq (Raziallahu Anhu) Waha Dafan Hue Jab Bhi Mai baghair Ehtiyat Ke Chali Jati Aur Kehti ,'Innama Hua zauji wa abi‘, Mere Shauhar Aur Mere Baap Hi To Hai Phir Jab Hazrat Umar Faruqe (Raziallahu Anhu) Waha Dafan Hue To Mai Nihayat Ehtiyat Ke Sath Chadar Lipti Hui Jati Is Tarah Ki Koi Uzu Khula Na Rahe Kehti,' Haya an Min Amara Raziallahu Anha Umar Se Sharm Karti*
*📚 Mishkaat,Sharif Jild 1,Safa 154,Baab-Ziyarate Qubur*
*👉 NOTE ; Ye Hadees Is Baat Ki Pukhta Dalil Hai Ke Qabr Wale Dekhte Bhi Hai Warna Hazrat Ayesha Siddiqa (Raziallahu Anha) Hazrat Umar (Raziallahu Anhu) Ki Qabr E Mubarak Par Pure Parde Ke Ehtemam Ke Sath Na Aati Jaise Wo Huzur ﷺ Ki Mazar E Aqdas Aur Hazrat Abu Baqar Siddiq (Raziallahu Anhu) Ki Mazar E Mubarak Par Pure Parde Ke Ehtemam Ke Begair Jaya Karti Thi*
*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*
*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*
*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*
*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*
*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें