ALLAH ke samne sir jhukana our dua mangna kaisa 186AA
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*
*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*
*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*
*👉 post 186 🅰🅰*
*📝SAWAL-:*
*📇 ALLAH Ke Samne Sir Jhukana Aur Dua Mangna Kaisa Hai*
*✍️ JAWAB -;*
*📇 Ibn Abbas (Radi'Allahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki Rasool'Allah ﷺ Raat Ko Allah Se Ye Dua Kiya Karte They Aye ALLAH Tere Hi Liye Taarif Hai Tu Aasman Aur Zameen Ka Rab Hai Aur Tere Hi Liye Hamd Hai Tu Aasman Aur Zameen Ka Qayam Karne Wala Hai Aur Un Sabka Jo Kuch Usmein Hai Tere Hi Liye Hamd Hai Tu Aasman Aur Zameen Ka Noor Hai, Tera Qaul Sachcha Hai Aur Tera Wada Sachcha Hai Aur Teri Mulaqat Sachchi Hai Aur Jannat Sach Hai Dozakh Sach Hai Aur Qayamat Bhi Sach Hai Aye ALLAH Mainey Tere Hi Samne Sir Jhuka Diya Aur Tujh Par Imaan Laya Mainey Teri Hi Upar Bharosa Kiya Aur Teri Hi Taraf Ruju Kiya Mainey Teri Hi Madad Ke Saath Muqabla Kiya Aur Main Tujh Hi Se Insaf Ka Talabgar Hu Tu Meri Magfirat Farma Un Tamam Gunaho Se Jo Main Pahle Kar Chuka Hu Aur Jo Baad Mein Mujhse Hone Wale Hain Jo (Gunah) Mainey Chup Kar Kiye Aur Jo Khule Aam Kiye ( Wo Muaf Farma) Tu Hi Mera Maabud Hai Tere Siwa Aur Koi Ibadat Ke Layaq Nahi*
*📚– (Sahih Bukhari, Jild 8, 7385)*
*👉 NOTE; Yaad Rahe Yeh Dua Ummat Ki Talim Ke Liye Hai Kisi Bhi Nabi Se Gunah Hona Naa-Mumkin Hai ALLAH Ta’ala Hume Kehne Sun’ne Se Jyada Amal Ki Taufik De آميــــــــــــــــــــن يَارَبَّ الْعَالَمِين*
*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*
*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*
*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*
*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*
*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें