MOMIN KO NEK AMAL PABANDI SE KARNA KAISA HAI 193AA
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*
*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*
*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*
*👉 post 193 🅰🅰*
*📝SAWAL-:*
*📇 Momin Ko Nek Amal Pabandi Se Karna Kaisa Hai*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Hazrate Abu Musa (Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke Wo Kehte Hain Maine Rasool’allah ﷺ Ko Ek Ya Do Baar Hi Nahi Balke Mutaddad Baar Ye Kehte Huye Suna Ke Jab Banda Koi Nek Amal (Pabandi Se) Kar Raha Ho Phir Koi Bimari Ya Safar Use Mashgool Kar De Jis Ki Wajha Se Use Wo Na Kar Sake To Bhi Uske Liye Itna Hi Sawab Likha Jata Hai Jitna Ke Uske Tandrust Aur Muqeem Hone Ki Soorat Me Amal Karne Par Uske Liye Likha Jata Tha*
*📚–(Sunan Abi Dawud 3091)*
*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*
*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*
*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*
*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*
*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें