Masalake A'alahazrat Kahena Kaesa Hai 154
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*
*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*
*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*
*👉 post 154 🅰🅰*
*📝SAWAL-:*
*📇 Maslake Aala Hazrat Zindabaad Kehna Kaisa Hai*
*✍️ JAWAB :-*
*📇 Maslak Aala Hazrat Wohi Maslak Aur Mazhab Hai Jo HUZUR E AQDAS ﷺ Se Lekar Duniya Me Maboos Huwe Aur Unhee Aqaayed Wa Aimaal ka Naam Hai Jo Tamam SAHABA E KARAM رضی الله عنہ Ka Tha Jise SAHABA E KARAM Se TAAB'EEN Ne Liya TAAB'EEN Se TABAA TAAB'EEN Ne Liya Aur ISLAAF Se Muntaqil Hota Chala Aa Raha Hai Jo SARKAR E GAUS E AZAM Aur SARKAR GARIB E NAWAZ Aur Tamam AULIYA E KARAM WA ULMA E AHLE SUNNAT Ka Tha Unhi AQAAYED WA Aimaal Ki Ishaat Apne Ahad Main MUJADDID AZAM AALA HAZRAT QUD SARA Ne Farmayi Sirf Devbandiyo Maidoodiyo Wahabiyo Suleh Kulliyo Se Imtiyaz Ke Liye MASLAK E AALA HAZRAT Rakha Gaya Bila Shuba MASLAK E ALA HAZRAT Zindabad Ka Naara Lagana Sahi Hai*
*📚 Fatawa Sharah Bukhari Jild 3 Razviyaat Page no 375*
*✍️Hazrat Allama Mufti Sharif ul haq Amjadi*
*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*
*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*
*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*
*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*
*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें