KABSE NABI HAI RASOOluUllah sallahu alaihiwasallam 173AA

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*

*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*

*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*


*👉 post 173 🅰🅰* 


*📝SAWAL-:*
*📇 Rasool’Allah ﷺ Kab Se Nabi Hai* 



*✍️JAWAB-;*
*📇 Hazrate Abu Hurairah (RadiAllahuAnhu) Riwayat Farmaate Hain Ki Sahaba-E-Kiram (Ridwanullahi Ta’ala Alaihim Ajmaeen) Ne Arz Kiya Ya Rasoolullah ﷺ Aap Ke Liye Nubuwwat Kab Waajib Huee Huzoor Nabi-E-Akram ﷺ Ne Farmaya (Mein Us Waqt Bhi Nabi Tha) Jab Ki Hazrat Aadam (Alaihissalam) Ki Takhleeq Abhi Rooh Aur Jism Ke Darmiyaani Marhale Me Thi (Yaani Rooh Aur Jism Ka Baahami Taa’lluq Bhi Abhi Qaayam Naa Huaa Tha)*

*📚– (Tirmizi Shareef, Hadees : 3609)*



*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* 
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*

*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*

*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*

*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*

*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*

*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*



🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

WO KONSA A'AMAL HAI JO BAA KASRAT LOGON KO JANNAT ME DAKHIL KAREGA 190AA

Kya Puri zindagi Ki Bate Maa Ke Pet ME HI Likha Di Jati Hai 151AA

KYA QABR WAALE DEkhte hai KYA 178AA