Islam Kya Hai 153

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*

*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*

*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*


*👉 post 153 🅰🅰* 


*📝SAWAL-:*
*📇 Islam Kya Hai*



*✍️ JAWAB-;*
*📇 Ek Taweel Hadees Hai Uska Ek Hissa Ye Bhi He Ke Ek Shakhs Aap ﷺ Ke Saamne Aake Ghutne Se Ghutna Mila Kar Baith Gaya Aur Usne Donon Haath Apni Raanon Par Rakh Liye Aur Arz Kiya Ya Nabi ﷺ Mujhe Bataaye Islam Kya Hai Aap ﷺ Ne Farmaya Islam Yeh Hai Ki Tu Is Baat Ki Gawaahi De Ki ALLAH Ta’ala Ke Siwa Koi Mabood Nahin Aur Muhammad ﷺ ALLAH Ke Rasool Hain Aur Tu Namaz Kaayam Kare Zakaat Ada Kare Ramzan-ul-mubarak Ke Roze Rakhe Aur Istita’at Rakhne Par Baitullah Ka Hajj Kare*

*📚– (Bukhari As-Sahih, 01/27, Raqam-50)*



*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* 
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*

*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*

*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*

*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*

*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*

*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*



🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

WO KONSA A'AMAL HAI JO BAA KASRAT LOGON KO JANNAT ME DAKHIL KAREGA 190AA

Kya Puri zindagi Ki Bate Maa Ke Pet ME HI Likha Di Jati Hai 151AA

KYA QABR WAALE DEkhte hai KYA 178AA