KYA EK SHKHS DO PEERON SE MUREED HO SAKTA HAI 180

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*

*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*

*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*


*👉 post 180 🅰🅰* 


*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Ek Shakhs Do(2) Peeron Ka Mureed Ho Sakta Hai* 



*✍️ JAWAB-;*
*📇 Ek Shakhs Do(2) Peero Ka Mureed Nahi Ho Sakta Han Dosre Ka Talib Ho Sakta Hai Imame Ahlesunnat Mujaddidde Deeno Millat Imam Ahmad Raza Khan علیہ الرحمہ Farmate Hai Jo Shakhs Kisi Jamea Sharayat Ke Hath Par Baiat Ho Chuka Ho To Dusre Ke Haath Par Baiat Na Hona Chahiye Akabire Tareeqat Farmate Hain Jo Mureed Do(2) Peeron Ke Darmiyan Mushtarak Ho Wo Falaah Nahi Pata Khusoosan Jab Usse Kushudkar Bhi Ho Chuka Ho Hadees Me Irshad Hua Jise الله تعالى Kisi Shay Me Rizq De Wo Usko Lazim Pakde*

📚 *ShuabulImaan, Volume 2, Page 89*
📚 *Fatawa Razawiyya, Volume 26/579*

👉 *Mazeed Ek Maqaam Par Farmate Hain Aoliya e Karaam Farmate Hain Ek Shakhs Ke Do(2) Baap Nahi Ho Sakte Ek Aurat Ke Do(2) Shaohar Nahi Ho Sakte Ek Mureed Ke Do(2) Shekh Nhin Ho Sakte Our Sadrushahriy Badruttareeqah Hazrat Allamah Mufti Amjad Ali Aazmi علیہ الرحمہ Farmate Hai Mureed To Ek Ka Ho Chuka Ek Mureed Ke Do(2) Peer Nahi Hote Han Dusre Se Taalib Ho Sakta Hai*

📚 *Fatawa Razawiyya, Volume 26/580*
📚 *Fatawa Amjadiya, Volume 4/352*



*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* 
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*

*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*

*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*

*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*

*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*

*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*



🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

WO KONSA A'AMAL HAI JO BAA KASRAT LOGON KO JANNAT ME DAKHIL KAREGA 190AA

Kya Puri zindagi Ki Bate Maa Ke Pet ME HI Likha Di Jati Hai 151AA

KYA QABR WAALE DEkhte hai KYA 178AA