JAHANNAM SE AZADI KI DUA KYA HAI 165AA

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*

*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*

*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*


*👉 post 165 🅰🅰* 


*📝SAWAL-:*
*📇 Jahannam Ki Aag Se Aazadi Ki Dua Kya Hai*



*✍️ JAWAB-;*
*📇 Harith Bin Muslim Al – Tamimi (Radi'Allah Anhu) Apne Walid Se Se Riwayat Karte Hai Ki Rasoolallah ﷺ Ne Farmaya Jab Tum Subah Ki Namaz Se Farig Ho Jao To 7 Baar Ye Dua Padho اللَّهُمَّ أَجِرْنِي مِنَ النَّارِ Aye ALLAH Mujhe Jahannam Ki Aag Se Bacha Agar Tumne Ye Dua Padh Li Aur Us Din Tumhari Wafat Ho Gayee To Tumhare Liye Jahannam Ki Aag Se Aazadi Likh Di Jayegi Aur Jab Magrib Ki Namaz Se Farig Ho Jao Tab Bhi 7 Baar Ye Hi Dua Padh Liya Karo Agar Tumne Ye Dua Padh Li Aur Raat Mein Tumhari Wafat Ho Gayee To Tumhare Liye Jahannam Ki Aag Se Aazadi Likh Di Jayegi*

*📚–(Al-Mu’jam Al-kabeer, Tabrani, 16425, Hasan)*



*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* 
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*

*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*

*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*

*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*

*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*

*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*



🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

WO KONSA A'AMAL HAI JO BAA KASRAT LOGON KO JANNAT ME DAKHIL KAREGA 190AA

Kya Puri zindagi Ki Bate Maa Ke Pet ME HI Likha Di Jati Hai 151AA

KYA QABR WAALE DEkhte hai KYA 178AA