KYA NABI MUKHTARE QUL Hai 162AA

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*

*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*

*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*


*👉 post 162 🅰🅰* 


*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Nabi ﷺ Mukhtaar-E-Qul Hai*



*✍️ JAWAB-;*
*📇 Hazrat Rabiya Bin Kaab Aslami (Radi'Allah'Anhu) Kehte Hain Ke Mein Raat Ko Huzoor ﷺ Ki Khidmat Me Rehta Tha' Mai Huzoor ﷺ Ko Wuzu Ke Liye Paani Aur Digar Samaan e Zaroorat Pesh Karta To Rasool Allah ﷺ Ne Irshad Farmaya" Jo Chaho Mang Lo Mene Arz Kiya Huzoor ﷺ Jannat Maangta Hon, Aur Usme Aapka Saath Huzoor ﷺ Ne Irshad Farmaya Iske Aalwa Aur Bhi Kuch Mangna Hai Maine Arz Ki Huzoor ﷺ Yahi Chahiye Farmaya Zyada Sajdo Se Apne Nafs Ki Islah Karke Meri Muawinat Himayat Karo*

*📚- (Sahih Muslim Vol 1 Page 599 Hadees 489)*



*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* 
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*

*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*

*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*

*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*

*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*

*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*



🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

WO KONSA A'AMAL HAI JO BAA KASRAT LOGON KO JANNAT ME DAKHIL KAREGA 190AA

Kya Puri zindagi Ki Bate Maa Ke Pet ME HI Likha Di Jati Hai 151AA

KYA QABR WAALE DEkhte hai KYA 178AA