ALLAH Ta'ala Par Kis Tarah Bharosa Karna Chahiye 152
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*
*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*
*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*
*👉 post 152 🅰🅰*
*📝SAWAL-:*
*📇 ALLAH Ta'ala Par Kis Tarah Bharosa Karna Chahiye*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Hazrate Umar bin Khattab (Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool’Allah ﷺ Ne Farmaya Agar Tum ALLAH Ta'ala Par Is Tarah Bharosa Karo Jis Tarah Bharosa Karne Ka Haq Hai Tou Woh (ALLAH) Tumhe Is Tarah Rizq Dega Jis Tarah Parindo Ko Rizq Deta Hai Subah Ko Wo Bhukhe Nikalte Hain Aur Sham Ko Wo Pet Bhar Kar Wapas Aate Hain*
*📚– (Jami’at Tirmidhi, Vol 2, Hadith no. 225)*
*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔*
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*
*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*
*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*
*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*
*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 FAQEER GULAAM MOHAMMAD IMRAN RAZA QADRI HANFI BARELVI 🔴* *جزاک اللہ خیر*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें